Aqeeda (Creed) of Islam Articles English

Qabr per hath utha ker dua mangne ka suboot - JPEG 2

Language :
Roman

Writer :
FIKR E RAZA TEAM

Created Date :
08-06-2019

🔰 Qabr Ke Samne Hath Utha Kar Dua Karne Ke Taluk se Fatawa Ulama e Ahle Hadees Mein Likha Hai Ke “Is Tarah Qabr Per ikhtiyar Hai Hath Uthakar Dua Kare Ya Bagair Hath Uthaye Haan Hath Uthana Aadab E Dua Se Hai is liye Uthana BehtarHai” 📘 Fatawa Ulama e Ahle Hadees Vol 04 Page 254 🔮 Isi Fatawa Mein Ek Jaga Aur Likha Gaya Hai Ke “Qabristan Mein Hath Utha Kar Dua Karna Ayen e Sunnat Ke Mutabiq Hai Aur Sareeh Nas (Clear Qur'anic Cerse) Se Sabit Hai Jaisa Ke Imam Bukhari رحمه الله Ki Juz e Rafa Yadain Aur Nasai Sharif Mein Hadees Hai Ke Rasol Allah ﷺ Jannat Baqee {M Read More