🗓 Tareekh e Damishq Mein Imam Abi Qasim Ali Bin hasan Shafai Riwyat Naqal Farmate hain :
ابن عمر قال قال رسول الله (صلى الله عليه وسلم) يطلع رجل من أهل الجنة فاطلع معاوية بن أبي سفيان ثم قال من الغد مثل ذلك فاطلع معاوية ثم قال بعد الغد مثل ذلك فاطلع معاوية فقال رجل أهو هذا يا رسول الله قال نعم هو هذا ثم قال يا معاوية أنت مني وأنا منك وإنك لتزاحمني على باب الجنة كهاتين وأش
Read More
🗓 Tareekh e Damishq Mein Imam Abi Qasim Ali Bin hasan Shafai Riwyat Naqal Farmate hain :
ابن عمر قال قال رسول الله (صلى الله عليه وسلم) يطلع رجل من أهل الجنة فاطلع معاوية بن أبي سفيان ثم قال من الغد مثل ذلك فاطلع معاوية ثم قال بعد الغد مثل ذلك فاطلع معاوية فقال رجل أهو هذا يا رسول الله قال نعم هو هذا ثم قال يا معاوية أنت مني وأنا منك وإنك لتزاحمني على باب الجنة كهاتين وأشار بإصبعيه السبابة والتي تليها
“Rasool Allah ﷺ irshad Farmate Hain Tumhare Paas is Darwaze Se Ek Jannati Shaks Dakhil Hoga Tu Hazrat Muaviya رضي الله عنه Dakhil Howe Dusre Din Aap ﷺ Ne Phir Wahi irshad Farmaya Aur Phir Hazrat Muaiya رضي الله عنه Dakhil Howe Phir Teesre Din Bhi Aise Hi Farmaya Phir Hazrat Muaviya رضي الله عنه Dakhil Howe Ek Shaks Ne Arz Kiya Ya Rasul Allah ﷺ Ye wahi Shaks hai? Farmaya Wahi Hai Phir Rasol allah ﷺ Ne Farmaya Aye Muaviya رضي الله عنه Tu Mujh Se Hai Aur Main Tujhse Hun Tu Mere Sath Jannat Ke Darwaze Per Yun ikhatta Hoga Jistarah Ye Angusht e Sahadat Aur Darmiyan Wali Ungli Ek sath Hain Aur Apni Dono Ungliyaun Ko Milaya !
📕 Tareekh e Damishq Vol 59 Page 99
Is riwayat Ko
1⃣ Hazrat Abubakar Bil Khilal [wafat 311 Hijri] Ne Apni Kitab Al Sunnah Vol 02 Page 454 Per Naqal Kiya Hai
2⃣ Imam Aajri {wafat 390} Ne AlShariah Page 2444 Mein Naqal Farmaya hai,
3⃣ Imam Abu Noaim Ne Hiliyat ul Auliya ol 10 Page 393 Mein Likha hai
4⃣ Imam ibne Hajar Ne Al Sawaiq ul Moharriqa Mein
5⃣ Aur Imam Halbi Ne Nseeratul Halbiya Mein Naqal Farmaya Hai
📍Note
Agar Kisi ko is Riwayat se Khujli paida Hogai Ho Tu wo Niche wali link Per Jaye Aur Tafsil Padh Ley
🔽🔽🔽
⛓Link
https://alsiratblog.wordpress.com/2019/03/17/muaviya-mujh-se-hai/